We provide The Istikhara online (apkid: apple.com.miracle.istikhara) in order to run this application in our online Android emulator.


Description:

iPhone app The Istikhara download it using MyAndroid.

Allah tala ke kurb ka ek zaria istekhara hai.
Jo banda istekhara karta hai, wo allah tala ke kurb ko pata hai or uss kurb ko mahsoos karta hai.
Jo jis kadar jyada istekhara karta hai, usi kadar allah ke jyada kareeb hota chala jata hai.
Kareeb bahoot hi kareeb, behad kareeb.
Yaha tak ki uska dil, uski akhian, orr uske azaa usse bhar jaate hai, roshan hoo jate hai.
bus ek baat yaad rakhe, ki ye saare fhayede istekhara karne ke hai, istekhara karwane ke nahi.
Wo log jo muslim ho kar doosro se istekhara karate hai, malooom nahi ki unke soch kya hote hai, kya wo khud allah tala se nahi mangna chahate.
yaa wo khud ko allah tala se door samajte hai.
Agar door samajte hai to kya kareeb nahi hona chahate.
Allah tala ke nabi sallallahu alaehi wasallam ne sahaba ikram ko istekhara sikhaya, bahut hi ektemaam ke saath, bahut hi taqeed ke sath, taki har koi khod istekhara kare.
Yhi hukm umat ky har frd ky ley hy.

Hazrat aaqa madni sallallahu alehi wassalam ne apne jaame alfaaz me har baat sikha di.
maslan:

1.
Istekhara har kaam me hai, sirf shaadi wagairah barey kaamo ke liye nahi

2.
Istekhara sirf taraddud ke waqt nahi, balki jab bhi kisi kaam ka irada ho, usme taraddud ya na ho, allah tala se khair mang lo, ki yaa allah! khair hai too ho jai khair nahi to muje is se bacha lijiye.

3.
Doo rakat farz ke alawa ada karni hai yaani doo rakat nafal ada karo.

4.
Doo rakat ke baad istekhara ki dua padhni hai or apni hajat ka name lena hai.

()

()

()

()

,

MyAndroid is not a downloader online for The Istikhara. It only allows to test online The Istikhara with apkid apple.com.miracle.istikhara. MyAndroid provides the official Google Play Store to run The Istikhara online.

Page navigation:

©2024. MyAndroid. All Rights Reserved.

By OffiDocs Group OU – Registry code: 1609791 -VAT number: EE102345621.